Archive for October, 2009

 Is Ki Dum Main Kia Sarkhab Ke Par Lage Hain

Is kahawat ki kahani kahawat hindu sikhon ke zamane se chali aa rahi hai



 Adhai Din Saqe Ne Bhi Badshaht Ki Hai

Yeh kahawat aik tarikhi waqae se judi hai jab Hamaiyon badsha Sher Shah Sori se shikast kha kar wapis ate howe darya main girta hai aur aik saqa us ki jaan bchata hai.



 Utam Se Utam Mile Aur Nich Se Nich Pani Se Pani Mile Aur Kich Se Kich

farsi ki is kahawt se jo kahani jodi hai wo aik kasan ki hai jo apny khaiton ke beej khane wale sarson ko pakdne ke ley jal phelata hai aur un ke sath bechara aik lamtingo bhi phas jata hai.



 Utam Khaiti Madham Beupar Nikhad Nukri Bhik Nadan

Yeh farsi ki kahawat hai is main karobar ke darje teh key gaye hain ke konsa karobar kis darje par ata hai.



 Utra Shahnah Marok Naam

yeh farsi zuban ki kahawat hai dheli ka kotwal buhat zalim Aur sakht tha jab wo uhde se hata tu sab logon ne mil kar us ko khub mara aur apni gusa nikala.