February 12th, 2010 Archive for the 'Kids Corner' Category
November 7th, 2009 Umru Aur Sandal Pari
Aik bar hosh ruba main loot mar karne ke bad umru wapis aa raha tha ke use jangal main aik bakri ki awaz ai umru ne aik bakri ko dekh kar socha ke qurban eid pas hai tu is ko sath le jata hon kion ke bakri ke aas pas koi na tha jab wo [...]
November 7th, 2009 Umru Aur Langor Shehzada
Umru eyar bachon ka pasndeda kardar hai is kahani umru aur langor shehzade main umru chand shahezadon ki jaan bachane jata hai jo aik shehzadi se shadi karne ke ley us ki pasand ka phol lene jate hain par wapis nahi ate umru langor shehzade ke sath un qaid shezadon ko chodane jata hai
October 29th, 2009 Umru Aur Ustad
Kai so sal pejle mulak madatan main aik badsha hakumat karta tha us ka wazir buhat danishwar tha janwaron ki zubanain bhi janta tha badsha ko aik rat khwab aya ke mashriq se aik kawa aya aur us ne badsha ka taj apne panjo main le kar udh gaya phir magrib se aik baz aya [...]
October 29th, 2009 Umru Smandri Mehal Main
Umru Eyyar bachon ka pasndida kardar hai is kahani Umru smandri mehal main umru is kahani main bhi hamesh ki tarah dosron ki mada karta hai aur aik lakad hare ke bache ki jan bachane ke liye smandr ke andar jata hai.
