Patthar Bana Diya Mujhy

Nasir Kazmi shairi ki duniya ka iak bohat bara naam hein. Un ki likhi gai ghazalein aaj bhi utni he pasand ki jati hein jiti pehly ki jati thein. Un ki aik tehreer mulahza karein.



 Niyyat-e-Shoq By Nasir Kazmi

Niyat-e-shoq bhar na jaye kaheen Tu bhi dil se utar na jaye kaheen Aaj dekha hai tujh ko dair k baad Aaj ka din guzar na jaye kaheen Na mila kar udaas logon se Husan tera bikhar na jaye kaheen Arzoo hai k tu yahan aye Or phir umar bhar na jaye kaheen Jee jalata [...]